Adsense

Wednesday 6 September 2017

O Paalanhaare Song Lyrics, Lord Krishna Devotional Songs Lyrics

O palanhare nirgun aur nyare
tumare bin hamara kaunon nahee
Hamaree uljhan suljhao bhagwan
tumare bin hamara kaunon nahee
Tumhe hamaka ho sambhale
tumhe hamare rakhwale
Tumare bin hamara kaunon nahee

Chanda me tumhe toh bhare ho chandni
suraj me ujala tumhe se
Yeh gagan hai magan
tumhe toh diye ho isse tare
Bhagwan yeh jivan tumhe naa sanwaroge
toh kya koee sanware
O palanhare nirgun aur nyare
tumare bin hamara kaunon nahee

Jo suno toh kahe prabhuji hamaree hai binati
dukhi jan ko dhiraj do
Hare nahee woh kabhee dukh se
Tum nirbal ko raksha do
reh paye nirbal sukh se
Bhakti ko shakti do
Jag ke jo swami ho itani toh araj suno
Hai path me andhiyare dedo vardan me ujiyare

O palanhare nirgun aur nyare
tumare bin hamara kaunon nahee

Hamaree uljhan suljhao bhagwan
tumare bin hamara kaunon nahee

No comments:

Post a Comment